National Service Scheme (NSS) s an Indian government-sponsored public service program conducted by the Ministry of Youth Affairs and Sports of the Government of India. The first education commission (1950) recommended the introduction of national service by students on a voluntary basis. NSS was launched during 1969, the birth centenary year of Mahatma Gandhi, in 37 universities involving 40000 students. NSS is an extension dimension to the higher education system to orient the student youth to community service while they are studying in educational institutions.
Uthen Samaj Ke Liye Uthen – Uthen, Jagen Swarashtra Ke Liye Jagen – Jagen Swayam Saje Vasundhara Sanwar Den-2 Hum Uthen – Uthega jag Hamare Sang Sathiyo Hum Badhen To Sab; Badhenge Apne Aap Sathiyo Jamin Pe Aasmann Ko Utar Den – 2 Swayam Saje Vasundhara Sanwar Den – 2 Udasiyon Ko Door Kar Khushi Ko Bantte Chalen Gao Aur Shahar Ki Duriyo Ko Patte Chalen Gyan Ko Prachar De Prasar De Vigyan Ko Prachar De Prasar Den Swayam Saje Vasundhara Sanwar Den – 2 Samarth Bal Varidh Aur Nariyan Rahen Sada Hare Bhare Vano Ki Oudhati Rahe Dhara Tarakkiyon Ki Ek Nayi Katar Den – 2 Swayam Saje Vasundhara Sanwar Den – 2 Ye Jati Dharam Boliyon Bane No Shool Raah Ki Vdhayen Bel Prem Ki Akhandata Ki Chaah Ki Bhavana Se ye Chaman Nikhar Den Swayam Saje Vasundhara Sanwar Den – 2 Uthen Samaj Ke Liye uthen – Uthen Jagen Swarashtra ke Liye Jagen – Jagen Swyam Saje Vasundhara Sanwar Den – 2 -----JAI HIND-----